These days I am overawed by two songs.One is a new song "Kabhi Kabhi" from jaane tu Ya Jaane Na and the other not so new "Soona Soona"from the film Krishna Cottage.Lyrics and music of these songs are sounding perfect to my ears.
Soona Soona(Krishna Cottage)
Soona soona lamha lamhaMeri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Bichhde bhi ham jo kabhi raston mainTo sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungiTumhe dhoond loongi sada
Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hainHawaon main phaili hui
Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo wo yadein meri unchhui
Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aajaTera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aajaTera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamhaMeri rahein tanha tanhaAaa.. Aaa..
Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hainZara dor tum tham lo
Bahon main aise pighal jane do mujhkoAise mera naam lo
Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke khud to pighal jaungi
Subah ka sooraj tumhare liye haiMain hoon raat dhal jaungi
Aisa milan phir ho na hoSab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aajaTera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aajaTera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamhaMeri rahein tanha
Kabhi Kabhi Aditi(Jaane tu Ya Jaane NA)
Kabhi Kabhi aditi Zindagi ,Mein yuhi koi apna lagta hai
Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye toEk sapna lagta hai
Aise mein koi kaise apnne aasun ko behene se roke
Aur kaise koi soch de Everythings gona be ok
Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khushi aur na maza.
Kabhi kabhi to lage har din muskhil Aur har pal ek saza
Aise mein koi kaise muskuraye kaise hasde kush ho ke
Aur kaise koi soch de Everything gona be ok
Soch zara janejaa tujhko hum kitna chahte hai
Roote hai hum bhi agar teri aakhon mein aasun aate hain
Gana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hain
Hey aditi maan kabhi ,kabhi sare jahan mein andhera hota hai
Lekin raat ke baad hi to savera hota hai
Kabhi Kabhi aditi Zindagi ,Mein yuhi koi apna lagta hai
Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye toEk sapna lagta hai
Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura
Tu Kush Hai to lage ki jahan mein chai hai kushi
Suraj nikle badlon se aur baate zindagi
Sunto zara madhosh hawa tujhse kehne lagi
Ki Aditi woh ko bichadte hain ek na ek din phir mil jate hain
Aditi jane tu ya jaane na phool phir khil jate hain
Kabhi Kabhi aditi Zindagi ,Mein yuhi koi apna lagta hai
Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye toEk sapna lagta hai
Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura
Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara
Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment